mohabbat kilkariya le raha hai
pyaar ko pukaar raha hai
dil ki haalat naa poochhiye
ye to ab mujhme bhi shayarana andaaz jaga raha hai
Dusre dost ke liye--
is andaz ko bachay rakhne ay dost
kyun ki dosti mein bhai pyar ki parchai hoti hai
....
Chahe koi tumhare satth ho na ho
Yadd mein hi sahi par saath to hoti hai